{Faslon ko takalluf hai hum se agar, hum bhi bebas nahin besahara nahi. Khud unhi ko pukarengey hum door se Raaste mein agar paon tak jayengey } 2 Hum Madine mein tanha nikal jayengey Aur galiyon mein kus dun batak jayengey 2 Hum wahan jakey wapas nahin ayengey Doond te doondte log tak jayengey 2 Jaise hi sabz Gumbad nazar ayega Bandagi ka kareena badal jaye ga 2 Sar juka ne ki fursat miley gi kisey Khud hi palkon se sajdey tapak jayengey 2Naamey Aaka jahan bhi liya jayega Zikr unka jahan bhi kiya jayega 2 Noor hi noor seeno mein bhar jayega Sari mehfil mein jalwe lapak jayegey 2Eh Madiny ke zahi KHuda ke liyeDaastaan ne safar mujko yumad suna 2 Baat bhar jayegi dil tarap jayega Mere mohtat aasoo chalak jayege 2 Unki chashme karam ko hai iski khabar Kis musafir ko hai kitna shaukey safar 2 Hum ko Iqbal jab bhi ijazat mili, Hum bhi Aaka ke darbar tak jayegeney 2 Faslon ko takalluf hai hum se agar, hum bhi bebas nahin besahara nahi. Khud unhi ko pukarengey hum door se Raaste mein agar paon tak jayengey
Make Us A Home Page | Bookmark Us | Our Network | Contact Us | Switch To Lite Version
Copyright (C) - islam4you.info - All rights reserved .:: Privacy Policy & Desclaimer ::.
Site Best Viewed With Internet Explorer 5.0+ & Medium Text Size