Yeh subh-e- madina yeh sham-e-madina Mubarak tujhay yeh
qiyam-e-madina Madina, madina, madina, madina Nabi ka shaher hai yeh
shaher-e-madina
Yeh subh-e- madina yeh sham-e-madina Mubarak
tujhay yeh qayam-e-madina Madina, madina, madina, madina Nabi ka shaher
hai yeh shaher-e-madina
Mubarak tujhay ho aye arz-e-madina Nabi ka
shaher hai yeh shaher-e-madina
Teray paas jab sayyed-e-do jahan hai Na
kiyon rashk-e-akhlaq ho phir madina
Madina, madina, madina,
madina
Yeh subh-e- madina yeh sham-e-madina Mubarak tujhay yeh
qayam-e-madina Madina, madina, madina, madina Nabi ka shaher hai yeh
shaher-e-madina
Teray sabz gumbad pai alam fida hai Falk jaisai
choomai zameen-e- madina
Tera zarra zarra nishaan-e- nabi hai Fida
tujh pai may khak-e-shaher-e-madina
Yeh subh-e- madina yeh
sham-e-madina Mubarak tujhay yeh qayam-e-madina Madina, madina, madina,
madina Nabi ka shaher hai yeh shaher-e-madina
Ahad kai yeh daman main
khoon-e-shaheedaan Sabaq dai raha hai wafa-e- madina
Nishani hai
islam ki azmaton ki Sahaba kai qadmon sai khak-e-madina
Wafa dariyon
par sahaba ke akhtar Hai taareekh roshan yeh shaher-e madina
Yeh
subh-e- madina yeh sham-e-madina Mubarak tujhay yeh qayam-e-madina Madina,
madina, madina, madina Nabi ka shaher hai yeh shaher-e-madina
|
|